Assalamu alaikum wa Rehman tullahi wa Bara katuh aap sabhi ka hamare apnai youtube channel mai khair maqdam hai is channel mai hum aap ko insha Allah noorani qaida or قرآن مجید padnai ka sahi tariqa bataingai saath saath kuch zaroori duai sikhaangai jo roz marra ki zindagi mai kaam aai gi hum Allah se dua kartai hai ki Allah hamai kehnai sunnai se zyada amal ki taufiq dai aameen. آپ سب سے دعا کی در خواست ھے