Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh Dua o Wazifa channel ko bananyy ka maqsad ap behan bhayyon ki mushkilat ko Quran-o- Sunnat /islami tarikay sy haal krna aur puri rehnamiye krna hy.aur ap ky liye khas tor per aun married behan bhayyoun ky liye jo pareshan haal hain khas wazaif bitana hy jis sy aun ki tamam pareshaniyan aur mushkilat haal ho jaen. ALLAH ny chaha tu is Dua o wazifa ki is kawish say ap ka faida ho ga aur ap sb logon ki pareshanian dor ho jaen ge Insha ALLAH Dua o Wazifa channel ka maqsad islam ki talimat ko zaida sy zaida logn tek ponchna hy ta ky wo ALLAH ki taraf mahil hn aur aus rab zat ka boath shukar ada krain jis ny humaray her kadam ki rehnamie ky liye Quran utara. Humain umeed hy ky is mission mein ap humara sath daen gay aur humari her anay wali videos sadqa jaria samajh kr logn tek share krain gay aur aun sy duwain samatey gain. Duwaoon mein yad.. Dua o wazifa