Логотип каналу مخلص استاد مخلص استاد
  • Кастомний URL: @user-it2sv8ow3o
  • Мова опису: Сомалійська

  • Тип YouTube каналу
  • Аудиторія: 10
  • Перегляди відео: 0
  • # відео: 0
  • Дата створення: 2019-05-01
  • Дата оновлення: 2024-01-30


Sir juka kar maang le ishq e nabi Allah se, jazba"ae saifulillahi, zoori ali allah se, ki Muhammad se wafa tune toe hum tere hain, ye jahaan cheez hain kya lo ho kalam tere hain, kuwatey ishq se har pastt ko bala karde deher main isme Muhammad se ujala karde. Ishq wa masti main wahi aawal wahi aakhir, wahi quran wahi furqaan wahi taha wahi yaseen, ishq e khatamul ambiya tera ager saamaan ho, zindagi ka her safar tere liye aasaan ho, woh daanav ye subul khatame rasul moulaye kull, jis ne gubaare rah ko bakhsha farooge wadiye seena, Muhammad ki mbbt deene haq ki sharatey aawal hain, issi main ho ager khami toe imaan na mukamal hain. Ddo aalam chahata hain rizaye khuda, khuda chahata hain rizaye mustafa, aalam hain faqat mumin jaanbaaz ki miraas mumin nahin jo sahibe loulaakh nahin, nasha pilaakar giraa toe sab ko aata hain, mazza toe jab hain ki girtu ko thaam le saki,jo karni hain jahangeeri Muhammad ki ghulami kar, arab ka taaj sir pe rakh shahenshahe aazam hoja.