'Al Azaan official' Islam se mutaalliq bahot hi aham aur zaroori cheezon ko aap hazraat ki khidmat mein pesh Karta hai..un mein se Chand cheezen qabil e zikr Hain... (1)aap ke masail ka Quran aur sunnat ki roshni mein Hal.. (2) bade ulama e Kiram ke bayanat. (3) great Islamic stories . (4)dilkash naat e nabi (s.a.wasallam) (5) aap ki pareshaniyon aur beemariyon ka Hal Quran aur sunnat ki roshni mein pesh Kiya jaata hai.....to aaiye aap ka hamari is family (Al Azaan officia) par dil ki gehraaiyon se isteqbaal hai.... Important notice : Guzarish hai ke Aap hamare channel se jud kar channel ko mazboot banayen aur channel ke updates ko share karke tableegh e Deen mein aap hamari madad farmayen.... shukriya jazakallah.....by Ustaad Abu Huzaifa Qasmi